Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamara KHwab agar KHwab ki KHabar rakkhe

Ramzi Asim

hamara KHwab agar KHwab ki KHabar rakkhe

Ramzi Asim

MORE BYRamzi Asim

    hamārā ḳhvāb agar ḳhvāb ḳhabar rakkhe

    to ye charāġh bhī mahtāb ḳhabar rakkhe

    uThā na pā.egī āsūdgī thakan bojh

    safar gard āsāb ḳhabar rakkhe

    tamām shahr giraftār hai aziyyat meñ

    kise kahūñ mire ahbāb ḳhabar rakkhe

    nahīñ hai fikr agar shahr makānoñ ko

    to koī dasht sailāb ḳhabar rakkhe

    hamara KHwab agar KHwab ki KHabar rakkhe

    to ye charagh bhi mahtab ki KHabar rakkhe

    uTha na paegi aasudgi thakan ka bojh

    safar ki gard hi aasab ki KHabar rakkhe

    tamam shahr giraftar hai aziyyat mein

    kise kahun mere ahbab ki KHabar rakkhe

    nahin hai fikr agar shahr ki makanon ko

    to koi dasht hi sailab ki KHabar rakkhe

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    hamara KHwab agar KHwab ki KHabar rakkhe Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now