Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nim-shab aatish-e-fariyaad-e-asiran raushan

Azeem Murtaza

nim-shab aatish-e-fariyaad-e-asiran raushan

Azeem Murtaza

MORE BYAzeem Murtaza

    nīm-shab ātish-e-fariyād-e-asīrāñ raushan

    dhuup phail rahī hai sar-e-dīvār-e-chaman

    tire qurb ye sā.at-e-afsurda hai

    kabhī tere tasavvur se sulagtā thā badan

    dil-jale ro.e haiñ shāyad kahīñ phir āḳhir-e-shab

    bhīgā bhīgā hai nasīm-e-saharī dāman

    aaj tak yaad hai vo shām-e-judā.ī samāñ

    terī āvāz larzish tire lahje thakan

    dil ke zaḳhmoñ se mahak aatī hai phūloñ 'azīm'

    sīna-e-chāk hai raḳhna-e-dīvār-e-chaman

    nim-shab aatish-e-fariyaad-e-asiran raushan

    dhup si phail rahi hai sar-e-diwar-e-chaman

    ya tere qurb ki ye saat-e-afsurda hai

    ya kabhi tere tasawwur se sulagta tha badan

    dil-jale roe hain shayad kahin phir aaKHir-e-shab

    bhiga bhiga hai nasim-e-sahari ka daman

    aaj tak yaad hai wo sham-e-judai ka saman

    teri aawaz ki larzish tere lahje ki thakan

    dil ke zaKHmon se mahak aati hai phulon ki 'azim'

    sina-e-chaak hai ya raKHna-e-diwar-e-chaman

    Source:

    Funoon(Jadeed Ghazal Number: Volume-002) (Pg. 268)

      • Edition: 1969
      • Publisher: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Year of Publication: 1969
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now