ai maalik tire bande ham aise ho.n hamaare karam
Interesting Fact
Film: Do Ankhen Barah Haath Year: 1958 Singer: Lata Mangeshkar Music: Vasant Desai Actor: Vasant Desai, Bharat Vyas
ai maalik tire bande ham aise ho.n hamaare karam
nekii par chale.n aur badii se Tale.n taaki ha.nste hu.e nikle dam
ba.Daa kamzor hai aadmii abhii laakho.n hai.n is me.n kamii
par tuu jo kha.Daa hai dayaaluu ba.Daa terii kirpaa se dhartii thamii
diyaa tuu ne hame.n jab janam tuu hii jhelegaa ham sab ke Gam

jab zulmo.n kaa ho saamnaa tab tuu hii hame.n thaamnaa
vo buraa.ii kare.n ham bhalaa.ii bhare.n nahii.n badle kii ho kaamnaa
ba.Dh uThe pyaar kaa har qadam aur miTe bair kaa ye bharam

ye a.ndheraa ghanaa chhaa rahaa teraa insaan ghabraa rahaa
ho rahaa be-KHabar kuchh na aataa nazar sukh kaa suuraj chhupaa jaa rahaa
hai tirii raushnii me.n vo dam tuu amaavas ko kar de puunam

ai maalik tire bande ham aise ho hamaare karam

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.