chalkaa.e.n jaam
Interesting Fact
Film: Mere Hamdam Mere Dost Year: 1968 Singer: Mohammed Rafi Music: Laxmikant Pyarelal Actor: Sharmila Tagore,Dharmendra,Mumtaz
chalkaa.e.n jaam
aa.iye aap kii aa.nkho.n ke naam ho.nTo.n ke naam
phuul jaise tan pe jalve ye rang-o-buu ke
aaj jaam-e-mai uThe in ho.nTo.n ko chhuu ke
lachkaa.iye shaaKH-e-badan mahkaa.iye zulfo.n kii shaam
chalkaa.e.n jaam
aap hii kaa naam le kar pii hai sabhii ne
aap par dha.Dak rahe hai.n piyaalo.n ke siine
yahaa.n ajnabii ko.ii nahii.n ye hai aap kii mahfil tamaam
chalkaa.e.n jaam
kaun har kisii kii baa.nhe.n baa.nho.n me.n Daal le
jo nazar nasha pilaa.e vo hii sa.nbhaal le
duniyaa ko ho auro.n kii dhun ham ko to hai saaqii se kaam

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.