kabhii aar kabhii paar laagaa tiir-e-nazar
Interesting Fact
Film: Aar Paar Year: 1954 Singer: Shamshad Begum Music: O. P. Nayyar Actor: Shyama,Guru Dutt,Johny Walker
kabhii aar kabhii paar laagaa tiir-e-nazar
sayyaa.n ghaayal kiyaa re tuu ne moraa jigar
kitnaa sa.nbhaalaa bairii do naino.n me.n kho gayaa
dekhtii rah ga.ii mai.n to jiyaa teraa ho gayaa
dard milaa ye jiivan bhar kaa maaraa aisaa tiir nazar kaa
luuTaa chain qaraar

pahle milan me.n ye to duniyaa kii riit hai
baat me.n Gussa lekin dil hii dil me.n priit hai
man hii man me.n laDDuu phuuTe naino.n me.n phul-jha.Diyaa.n chhuuTe
ho.nTo.n par takraar

marzii tuhaarii chaahe man me.n basaa.o jii
pyaar se dekho chaahe aa.nkho.n se giraa.o jii
dil se dil Takraa ga.e ab to choT jigar par khaa ga.e ab to
ab to ho gayaa pyaar

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.