Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

TuuT ke ham dono.n me.n jo bachaa vo kam saa hai

Shakeel Azmi

MORE BYShakeel Azmi

    Interesting Fact

    Film: Thappad Year: 2020 Singer: Raghav Chaitanya Music: Anurag Saikia Actor: Taapsee Pannu

    Tuut ke ham dono.n me.n jo bachaa vo kam saa hai

    ek Tuk.Daa dhuup kaa andar andar nam saa hai

    ik dhaage me.n hai.n uljhe yuu.n ki bante bante khul ga.e

    ham the likhe diivaar pe baarish hu.ii aur dhul ga.e

    TuuTe phuuTe KHvaabo.n kii haa.e duniyaa me.n rahnaa kyaa

    jhuuTe-muuThe vaa'do.n kii haa.e lahro.n me.n bahnaa kyaa

    ho dil ne dil me.n Thaanaa hai

    KHud ko phir se paanaa hai

    dil ke hii saath me.n jaanaa hai

    socho zaraa kyaa the ham haa.e kyaa se kyaa ho ga.e

    hijr vaalii raato.n kii haa.e qabro.n me.n so ga.e

    ho tum hamaare jitne the

    sach kaho kyaa itne the

    jaane do mat kaho kitne the

    raasta ham dono.n me.n jo bachaa vo kam saa hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now