Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aankhon ke aasman se utar kar zamin pe the

Ameer Imam

aankhon ke aasman se utar kar zamin pe the

Ameer Imam

MORE BYAmeer Imam

    āñkhoñ ke āsmāñ se utar kar zamīñ pe the

    kal shab sitāre saare hamārī jabīñ pe the

    tum se tamām 'umr duurī ke us taraf

    chupke khaḌe hue the pa ham bhī vahīñ pe the

    qarya-ba-qarya ham ko tirī liye phirī

    the sub.h ko kahīñ pe to shab ko kahīñ pe the

    jo thā yahāñ vo ḳhvāb ke dariyā ke paar thā

    aur ham savār kashtī-e-qalb-e-hazīñ pe the

    aankhon ke aasman se utar kar zamin pe the

    kal shab sitare sare hamari jabin pe the

    tum se tamam 'umr ki duri ke us taraf

    chupke khaDe hue the pa hum bhi wahin pe the

    qarya-ba-qarya hum ko teri bu liye phiri

    the subh ko kahin pe to shab ko kahin pe the

    jo tha yahan wo KHwab ke dariya ke par tha

    aur hum sawar kashti-e-qalb-e-hazin pe the

    Source:

    Subh Bakhair Zindagi (Pg. 115)

    • Author: Ameer Imam
      • Edition: First
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2018
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now