Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab wo pahli si mulaqat mein lazzat bhi nahin

Sabir Naseerabadi

ab wo pahli si mulaqat mein lazzat bhi nahin

Sabir Naseerabadi

MORE BYSabir Naseerabadi

    ab vo pahlī mulāqāt meñ lazzat bhī nahīñ

    aur aisā bhī nahīñ un se mohabbat bhī nahīñ

    phir ubhar jā.uñgā ik roz kisī goshe se

    dosto mujh ko sahāroñ zarūrat bhī nahīñ

    raunaq-e-gulshan-e-hastī 'ajab 'ālam hai

    phuul kahlāte haiñ vo jin meñ sabāhat bhī nahīñ

    aaj mash.hūr-e-zamāna haiñ diloñ meñ jin ke

    aadmī ke liye thoḌī mohabbat bhī nahīñ

    mere ehsās ko jo zarb lagā.e 'sābir'

    aisī shohrat mire fan ko zarūrat bhī nahīñ

    ab wo pahli si mulaqat mein lazzat bhi nahin

    aur aisa bhi nahin un se mohabbat bhi nahin

    phir ubhar jaunga ek roz kisi goshe se

    dosto mujh ko sahaaron ki zarurat bhi nahin

    raunaq-e-gulshan-e-hasti ka 'ajab 'alam hai

    phul kahlate hain wo jin mein sabahat bhi nahin

    aaj mashhur-e-zamana hain dilon mein jin ke

    aadmi ke liye thoDi si mohabbat bhi nahin

    mere ehsas ko jo zarb lagae 'sabir'

    aisi shohrat ki mere fan ko zarurat bhi nahin

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now