Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ai hawa-e-dayar-e-dard-o-malal

Rafiq Raaz

ai hawa-e-dayar-e-dard-o-malal

Rafiq Raaz

MORE BYRafiq Raaz

    ai havā-e-dayār-e-dard-o-malāl

    marhabā marhabā ta'āl ta'āl

    lafz gum-sum haiñ aur in meñ hai ġham

    merī ḳhāmoshiyoñ jāh-o-jalāl

    'aql se kasb-eأraushnī kar ke

    mulk-e-dil ho gayā hai rū-ba-zavāl

    bhī us meñ hai terī duniyā bhī

    kitnā gahrā hai soch pātāl

    pakkī saḌkoñ pe yaad aatā hai

    kachche rastoñ sabza-e-pāmāl

    kis pe ab hai chinār saaya

    ibn-e-jīrāninā-o-kaifal-hāl

    khol dīvān-e-hāfiz-e-shīrāz

    faal ab rafīq-e-rāz nikāl

    ai hawa-e-dayar-e-dard-o-malal

    marhaba marhaba ta'al ta'al

    lafz gum-sum hain aur in mein hai gham

    meri KHamoshiyon ka jah-o-jalal

    'aql se kasb-eأraushni kar ke

    mulk-e-dil ho gaya hai ru-ba-zawal

    tu bhi us mein hai teri duniya bhi

    kitna gahra hai soch ka patal

    pakki saDkon pe yaad aata hai

    kachche raston ka sabza-e-pamal

    kis pe ab hai chinar ka saya

    ibn-e-jiranina-o-kaifal-haal

    khol diwan-e-hafiz-e-shiraaz

    fal tu ab rafiq-e-raaz nikal

    Source:

    Shab Khoon (Pg. 247)

      • Publisher: Aqeela Shaheen
      • Year of Publication: 2005
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now