Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dasht ki pyas kisi taur bujhai jati

Ramzi Asim

dasht ki pyas kisi taur bujhai jati

Ramzi Asim

MORE BYRamzi Asim

    dasht pyaas kisī taur bujhā.ī jaatī

    koī tasvīr paanī dikhā.ī jaatī

    ek dariyā chalā aayā hai mire saath ise

    rokne ke liye dīvār uThā.ī jaatī

    ham na.e naqsh banāne hunar jānte haiñ

    aisā hotā to na.ī shakl banā.ī jaatī

    ab ye aañsū haiñ ki rukte nahīñ haiñ ham se

    dil āvāz pahle na sunā.ī jaatī

    sirf āzār uThāne hameñ aadat hai

    ham pe saayā nahīñ dīvār girā.ī jaatī

    dasht ki pyas kisi taur bujhai jati

    koi taswir hi pani ki dikhai jati

    ek dariya chala aaya hai mere sath ise

    rokne ke liye diwar uThai jati

    hum nae naqsh banane ka hunar jaante hain

    aisa hota to nai shakl banai jati

    ab ye aansu hain ki rukte hi nahin hain hum se

    dil ki aawaz hi pahle na sunai jati

    sirf aazar uThane ki hamein aadat hai

    hum pe saya nahin diwar girai jati

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    dasht ki pyas kisi taur bujhai jati Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now