Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil gudaz shisha bhi sang bhi hai aahan bhi

Aleem Akhtar muzaffarnagri

dil gudaz shisha bhi sang bhi hai aahan bhi

Aleem Akhtar muzaffarnagri

MORE BYAleem Akhtar muzaffarnagri

    dil gudāz shīsha bhī sang bhī hai aahan bhī

    paikar-e-mohabbat bhī dost bhī hai dushman bhī

    ham bhare gulistāñ se phuul nahīñ laa.e

    jab uThe to kāñToñ se bhar liye haiñ dāman bhī

    gesuoñ chhāoñ meñ dhuup hai bhādoñ

    zulf ghaTāoñ meñ jhūmtā hai sāvan bhī

    justujū-e-be-pāyāñ kāmgār-e-manzil hai

    justujū-e-behad rāhbar bhī rahzan bhī

    dil gudaz shisha bhi sang bhi hai aahan bhi

    paikar-e-mohabbat bhi dost bhi hai dushman bhi

    hum bhare gulistan se phul hi nahin lae

    jab uThe to kanTon se bhar liye hain daman bhi

    gesuon ki chhaon mein dhup si hai bhadon ki

    zulf ki ghaTaon mein jhumta hai sawan bhi

    justuju-e-be-payan kaamgar-e-manzil hai

    justuju-e-behad hi rahbar bhi rahzan bhi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

    Speak Now