Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil mein hai kya azab kahe to pata chale

Aatish Indori

dil mein hai kya azab kahe to pata chale

Aatish Indori

MORE BYAatish Indori

    dil meñ hai kyā azaab kahe to pata chale

    dīvār ḳhāmoshī Dhahe to pata chale

    sab kuchh bāñTne ko chalī aatī kyuuñ nadī

    us tarah se koī bahe to pata chale

    beTe jāntā nahīñ hai maañ ahmiyat

    maañ tarah dard sahe to pata chale

    kaise batā.e koī jiyo kaise zindagī

    panchhiyoñ ke saath rahe to pata chale

    piine ko paanī bhī na ho roTī baat kyā

    netā-jī bhuuk yuuñ sahe to pata chale

    dil mein hai kya azab kahe to pata chale

    diwar KHamoshi ki Dhahe to pata chale

    sab kuchh hi banTne ko chali aati kyun nadi

    us ki tarah se koi bahe to pata chale

    beTe tu jaanta nahin hai man ki ahmiyat

    man ki tarah tu dard sahe to pata chale

    kaise batae koi jiyo kaise zindagi

    tu panchhiyon ke sath rahe to pata chale

    pine ko pani bhi na ho roTi ki baat kya

    neta-ji bhuk tu yun sahe to pata chale

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now