Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dosto tumne bhi dekhi hai wo surat wo shabih

Dilkash Sagari

dosto tumne bhi dekhi hai wo surat wo shabih

Dilkash Sagari

MORE BYDilkash Sagari

    dosto tum ne bhī dekhī hai vo sūrat vo shabīh

    jo nigāhoñ meñ samā jaatī hai manzar tarah

    mujh ko ik qatra-e-be-faiz samajh ke na guzar

    phail jā.ūñgā kisī roz samundar tarah

    shahr-āshob meñ chīzoñ koī qaht nahīñ

    zaḳhm milte haiñ dukānoñ meñ gul-e-tar tarah

    apne hāthoñ lakīroñ meñ nahīñ hai shāyad

    haa.e vo zulf jo khul jaa.e muqaddar tarah

    mujh se itrāo na yaaro ki mujhe hai ma.alūm

    aap ghar ki shikasta hai mire ghar tarah

    dil ne kuchh ḳhvāb to dekhe the magar kyā kiije

    vo bhī gum ho ga.e tālāb meñ patthar tarah

    dosto tum ne bhi dekhi hai wo surat wo shabih

    jo nigahon mein sama jati hai manzar ki tarah

    mujh ko ek qatra-e-be-faiz samajh ke na guzar

    phail jaunga kisi roz samundar ki tarah

    shahr-ashob mein chizon ka koi qaht nahin

    zaKHm milte hain dukanon mein gul-e-tar ki tarah

    apne hathon ki lakiron mein nahin hai shayad

    hae wo zulf jo khul jae muqaddar ki tarah

    mujh se itrao na yaro ki mujhe hai malum

    aap ka ghar ki shikasta hai mere ghar ki tarah

    dil ne kuchh KHwab to dekhe the magar kya kije

    wo bhi gum ho gae talab mein patthar ki tarah

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 388)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now