Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hawa-e-taza mein phir jism o jaan basane ka

Parveen Shakir

hawa-e-taza mein phir jism o jaan basane ka

Parveen Shakir

MORE BYParveen Shakir

    havā-e-tāza meñ phir jism o jaañ basāne

    darīcha kholeñ ki hai vaqt us ke aane

    asar huā nahīñ us par abhī zamāne

    ye ḳhvāb-zād hai kirdār kis fasāne

    kabhī kabhī vo hameñ be-sabab bhī miltā hai

    asar huā nahīñ us par abhī zamāne

    abhī maiñ ek mahāz-e-digar pe uljhī huuñ

    chunā hai vaqt ye kyā mujh ko āzmāne

    kuchh is tarah pur-asrār hai tirā lahja

    ki jaise rāz-kushā ho kisī ḳhazāne

    hawa-e-taza mein phir jism o jaan basane ka

    daricha kholen ki hai waqt us ke aane ka

    asar hua nahin us par abhi zamane ka

    ye KHwab-zad hai kirdar kis fasane ka

    kabhi kabhi wo hamein be-sabab bhi milta hai

    asar hua nahin us par abhi zamane ka

    abhi main ek mahaz-e-digar pe uljhi hun

    chuna hai waqt ye kya mujh ko aazmane ka

    kuchh is tarah ka pur-asrar hai tera lahja

    ki jaise raaz-kusha ho kisi KHazane ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now