Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hidayat-kar bhi sahme hue hain

Arshad Nadeem Arshad

hidayat-kar bhi sahme hue hain

Arshad Nadeem Arshad

MORE BYArshad Nadeem Arshad

    hidāyat-kār bhī sahme hue haiñ

    idhar kirdār bhī sahme hue haiñ

    kareñ ab ḳhatm kaise ye kahānī

    kahānī-kār bhī sahme hue haiñ

    'ajab vahshat musallat hai vatan meñ

    dar-o-dīvār bhī sahme hue haiñ

    yahāñ sochoñ pe bhī pahra lagā hai

    yahāñ afkār bhī sahme hue haiñ

    havā.eñ ruḳh badaltī rahī haiñ

    ghane ashjār bhī sahme hue haiñ

    chaman meñ phuul ḳhā.if nahīñ haiñ

    yahāñ to ḳhaar bhī sahme hue haiñ

    musallat ḳhauf 'arshad' har taraf hai

    mire sab yaar bhī sahme hue haiñ

    hidayat-kar bhi sahme hue hain

    idhar kirdar bhi sahme hue hain

    karen ab KHatm kaise ye kahani

    kahani-kar bhi sahme hue hain

    'ajab wahshat musallat hai watan mein

    dar-o-diwar bhi sahme hue hain

    yahan sochon pe bhi pahra laga hai

    yahan afkar bhi sahme hue hain

    hawaen ruKH badalti ja rahi hain

    ghane ashjar bhi sahme hue hain

    chaman mein phul hi KHaif nahin hain

    yahan to KHar bhi sahme hue hain

    musallat KHauf 'arshad' har taraf hai

    mere sab yar bhi sahme hue hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now