Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq ki chingariyon ko phir hawa dene lage

Shakeel Badayuni

ishq ki chingariyon ko phir hawa dene lage

Shakeel Badayuni

MORE BYShakeel Badayuni

    ishq chiñgāriyoñ ko phir havā dene lage

    mere paas aa kar vo dushman ko duā dene lage

    mai-kade mai-kada ḳhāmosh thā mere baġhair

    maiñ huā vārid to paimāne sadā dene lage

    ḳhatm karnā paḌeñgī shām-e-ġham uljhaneñ

    ab vo apne gesuoñ vāsta dene lage

    e.atirāf-e-auj jazba nahīñ ahbāb meñ

    har taraqqī par taraqqī duā dene lage

    dostoñ kaj-adā.ī maiñ bhī lazzat hai 'shakīl'

    dost vo hai dost ban kar jo daġhā dene lage

    ishq ki chingariyon ko phir hawa dene lage

    mere pas aa kar wo dushman ko dua dene lage

    mai-kade ka mai-kada KHamosh tha mere baghair

    main hua warid to paimane sada dene lage

    KHatm karna hi paDengi sham-e-gham ki uljhanen

    ab wo apne gesuon ka wasta dene lage

    eatiraf-e-auj ka jazba nahin ahbab mein

    har taraqqi par taraqqi ki dua dene lage

    doston ki kaj-adai main bhi lazzat hai 'shakil'

    dost wo hai dost ban kar jo dagha dene lage

    Source:

    Kulliyat-e-Shakiil Badaayuuni (Pg. 739)

    • Author: Shakiil Badaayuuni
      • Publisher: Farid Book Depot (Pvt.) Ltd
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now