Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jagte jagte umr basar ho aisa bhi ho sakta hai

Ibrahim Faiz

jagte jagte umr basar ho aisa bhi ho sakta hai

Ibrahim Faiz

MORE BYIbrahim Faiz

    jāgte jāgte umr basar ho aisā bhī ho saktā hai

    pal meñ shab-e-furqat sahar ho aisā bhī ho saktā hai

    jin logoñ ne jaan ke merā ghar kuchh patthar pheñkeñ haiñ

    vo un apnā ghar ho aisā bhī ho saktā hai

    aaj to bas patthar patthar apne sirhāne haiñ lekin

    kal un āġhosh meñ sar ho aisā bhī ho saktā hai

    raaz vo dil jis ko ham ne ab tak raaz rakkhā hai

    lekin us sab ko ḳhabar ho aisā bhī ho saktā hai

    duniyā jis ko 'faiz' samajh baiThe haiñ ham ik shīsh-mahal

    vo bhī koī ret ghar ho aisā bhī ho saktā hai

    jagte jagte umr basar ho aisa bhi ho sakta hai

    pal mein shab-e-furqat ki sahar ho aisa bhi ho sakta hai

    jin logon ne jaan ke mera ghar kuchh patthar phenken hain

    wo un ka apna hi ghar ho aisa bhi ho sakta hai

    aaj to bas patthar hi patthar apne sirhane hain lekin

    kal un ki aaghosh mein sar ho aisa bhi ho sakta hai

    raaz wo dil ka jis ko hum ne ab tak raaz hi rakkha hai

    lekin us ki sab ko KHabar ho aisa bhi ho sakta hai

    duniya jis ko 'faiz' samajh baiThe hain hum ek shish-mahal

    wo bhi koi ret ka ghar ho aisa bhi ho sakta hai

    Source:

    (Pg. 79)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now