Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jis rahguzar se guzre wahi Khaar-dar thi

Farrukh Abbas

jis rahguzar se guzre wahi Khaar-dar thi

Farrukh Abbas

MORE BYFarrukh Abbas

    jis rahguzar se guzre vahī ḳhār-dār thī

    ye zindagī sukūn ik intizār thī

    haiñ ab jahāñ uruuj pe nafrat āñdhiyāñ

    is shahr fazā bhī kabhī sāzgār thī

    gar mere lauTne tujhe kuchh gila na thā

    kyuuñ roktī nigāh tirī baar baar thī

    palTe haiñ jaañ jo shahr-e-vafā se bachā ke ham

    kuchh saath apne rahmat-e-parvardigār thī

    kis tarah kartā yaad ko sochoñ se judā

    'farruḳh' tirī to fikr bhī be-iḳhtiyār thī

    jis rahguzar se guzre wahi KHar-dar thi

    ye zindagi sukun ka ek intizar thi

    hain ab jahan uruj pe nafrat ki aandhiyan

    is shahr ki faza bhi kabhi sazgar thi

    gar mere lauTne ka tujhe kuchh gila na tha

    kyun rokti nigah teri bar bar thi

    palTe hain jaan jo shahr-e-wafa se bacha ke hum

    kuchh sath apne rahmat-e-parwardigar thi

    kis tarah karta yaad ko sochon se tu juda

    'farruKH' teri to fikr bhi be-iKHtiyar thi

    Source:

    اردو غزل کا مغربی دریچہ(یورپ اور امریکہ کی اردو غزل کا پہلا معتبر ترین انتخاب) (Pg. 131)

      • Publisher: کتاب سرائے بیت الحکمت لاہور کا اشاعتی ادارہ
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now