Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kab tasawwur yar-e-gul-ruKHsar ka fel-e-abas

Bahram ji

kab tasawwur yar-e-gul-ruKHsar ka fel-e-abas

Bahram ji

MORE BYBahram ji

  kab tasavvur yār-e-gul-ruḳhsār fe.l-e-abas

  ishq hai is gulshan-o-gulzār fe.al-e-abas

  nik.hat-e-gasu-e-ḳhūbāñ ne kiyā be-qadr use

  ab hai saudā nāfa-e-tātār fe.al-e-abas

  rishtha-e-ulfat rag-e-jāñ meñ butoñ paḌ gayā

  ab ba-zāhir shaġhl hai zunnār fe.al-e-abas

  ārzū-mand-e-shahādat āshiq-e-sādiq hue

  ġhair ko Dar hai tirī talvār fe.al-e-abas

  jab dil-e-sañgīñ-dilāñ meñ kuchh asar hotā nahīñ

  girya hai is dīda-e-ḳhūñ-bār fe.al-e-abas

  ḳhvāb meñ bhī yaar ko is ḳhayāl aatā nahīñ

  jāgnā thā dīda-e-bedār fe.al-e-abas

  ḳhālī-az-hikmat huā 'bahrām' kab fel-e-hakīm

  kaam kab hai dāvar-e-dādār fe.al-e-abas

  kab tasawwur yar-e-gul-ruKHsar ka fel-e-abas

  ishq hai is gulshan-o-gulzar ka feal-e-abas

  nikhat-e-gasu-e-KHuban ne kiya be-qadr use

  ab hai sauda nafa-e-tatar ka feal-e-abas

  rishtha-e-ulfat rag-e-jaan mein buton ka paD gaya

  ab ba-zahir shaghl hai zunnar ka feal-e-abas

  aarzu-mand-e-shahadat aashiq-e-sadiq hue

  ghair ko Dar hai teri talwar ka feal-e-abas

  jab dil-e-sangin-dilan mein kuchh asar hota nahin

  girya hai is dida-e-KHun-bar ka feal-e-abas

  KHwab mein bhi yar ko is ka KHayal aata nahin

  jagna tha dida-e-bedar ka feal-e-abas

  KHali-az-hikmat hua 'bahram' kab fel-e-hakim

  kaam kab hai dawar-e-dadar ka feal-e-abas

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now