Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main tumhein phul kahun tum mujhe KHushbu dena

Zafar Sahbai

main tumhein phul kahun tum mujhe KHushbu dena

Zafar Sahbai

MORE BYZafar Sahbai

    maiñ tumheñ phuul kahūñ tum mujhe ḳhushbū denā

    mere baazū meñ zarā pyaar se baazū denā

    aarzū chāñd hai zarf se baḌh kar lekin

    terī fayyāzī tauhīn hai jugnū denā

    har qadam mujh ko charāġhoñ zarūrat hogī

    aap to zād-e-safar meñ mujhe aañsū denā

    sabr ta.amīr buniyād hai rabbā mere

    mujh ko biphre hue jazbāt pe qaabū denā

    apne a.amāl tausīf meñ masrūf hai vo

    ahl-e-insāf zarā us ko tarāzū denā

    main tumhein phul kahun tum mujhe KHushbu dena

    mere bazu mein zara pyar se bazu dena

    aarzu chand ki hai zarf se baDh kar lekin

    teri fayyazi ki tauhin hai jugnu dena

    har qadam mujh ko charaghon ki zarurat hogi

    aap to zad-e-safar mein mujhe aansu dena

    sabr tamir ki buniyaad hai rabba mere

    mujh ko biphre hue jazbaat pe qabu dena

    apne aamal ki tausif mein masruf hai wo

    ahl-e-insaf zara us ko taraazu dena

    Source:

    aatish zer pa (Pg. 67)

    • Author: zafar sehbai
      • Edition: 2009
      • Publisher: zafar sehbai Bhopal
      • Year of Publication: 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now