Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

makDiyon ne waqt ki kar diya kamal sa

Gulshan Bayabani

makDiyon ne waqt ki kar diya kamal sa

Gulshan Bayabani

MORE BYGulshan Bayabani

    makḌiyoñ ne vaqt kar diyā kamāl

    mere gird bun diyā uljhanoñ jaal

    is na.ī sadī ye kār-nāma ḳhuub hai

    sukh ek lamha hai dukh ke ek saal

    piiTh par ladā huā mas.aloñ bojh hai

    ban gayā hai aadmī āj-kal hamāl

    dostī ke vaar se TukḌe TukḌe ho gayā

    dil hamāre siine meñ thā kabhī jo Dhaal

    fikr-o-fan tishnagī kis tarah bujhā.ūñ maiñ

    bastī-e-ḳhayāl meñ lafzoñ hai kaal

    mausam-e-bahār hai par abhī khilā nahīñ

    'gulshan'-e-hayāt meñ phuul be-misāl

    makDiyon ne waqt ki kar diya kamal sa

    mere gird bun diya uljhanon ka jal sa

    is nai sadi ka ye kar-nama KHub hai

    sukh ka ek lamha hai dukh ke ek sal sa

    piTh par lada hua masalon ka bojh hai

    ban gaya hai aadmi aaj-kal hamal sa

    dosti ke war se TukDe TukDe ho gaya

    dil hamare sine mein tha kabhi jo Dhaal sa

    fikr-o-fan ki tishnagi kis tarah bujhaun main

    basti-e-KHayal mein lafzon ka hai kal sa

    mausam-e-bahaar hai par abhi khila nahin

    'gulshan'-e-hayat mein phul be-misal sa

    Source:

    Ghazlistan-e-Barar (Pg. 301)

      • Publisher: Sajid Urdu Press, Akola
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now