Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mila qatra to karte kyon shikayat tum muqaddar ki

Ejaz Parwana

mila qatra to karte kyon shikayat tum muqaddar ki

Ejaz Parwana

MORE BYEjaz Parwana

    milā qatra to karte kyoñ shikāyat tum muqaddar

    gila qismat hai phir kyoñ na koshish samundar

    baḌe aḳhlāq vaalī un aulād-e-narīna hai

    sharī.at ke tamasḳhur meñ zabāñ chaltī hai duḳhtar

    agar hai ḳhāksārī to bulandī par qadam hoñge

    jagah fir.aun hāsil kar nahīñ saktā sikandar

    ḳhudā par ho yaqīñ kāmil agar insāñ na ho kāhil

    talātum-ḳhez maujeñ bhī madad kartīñ samundar

    qanā.at sabr 'parvāna' ye haiñ alfāz achchhe par

    nasīhat par amal ḳhud kar na khā Thokar dar dar

    mila qatra to karte kyon shikayat tum muqaddar ki

    gila qismat ka hai phir kyon na koshish ki samundar ki

    baDe aKHlaq wali un ki aulad-e-narina hai

    shariat ke tamasKHur mein zaban chalti hai duKHtar ki

    agar hai KHaksari to bulandi par qadam honge

    jagah firaun hasil kar nahin sakta sikandar ki

    KHuda par ho yaqin kaamil agar insan na ho kahil

    talatum-KHez maujen bhi madad kartin samundar ki

    qanaat sabr 'parwana' ye hain alfaz achchhe par

    nasihat par amal KHud kar na kha Thokar tu dar dar ki

    Source:

    Ghazlistan-e-Barar (Pg. 393)

      • Publisher: Sajid Urdu Press, Akola
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now