Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na puchh dost ki kitna KHarab hota hai

Dipak Prajapati Khaalis

na puchh dost ki kitna KHarab hota hai

Dipak Prajapati Khaalis

MORE BYDipak Prajapati Khaalis

    na pūchh dost kitnā ḳharāb hotā hai

    bas itnā jaan zamāna ḳharāb hotā hai

    ye ishq hai na jo ye dil ik ḳharābī hai

    ḳharābiyoñ natīja ḳharāb hotā hai

    ajab mizāj duniyā hai ye ki is ke liye

    ḳharāb achchhā to achchhā ḳharāb hotā hai

    huzūr chhoḌiye ye amn-o-vamn bāteñ

    siyāsī logoñ dhandā ḳharāb hotā hai

    koī kisī bhī samay jhaT se toḌ saktā hai

    umiid sab se lagānā ḳharāb hotā hai

    sharāb paisa anā ḳhvāb ishq ki suḳhan

    kisī bhī shai ho nashsha ḳharāb hotā hai

    udaas mat ho miyāñ hai ye imtihān-e-zīst

    is imtihān meñ parcha ḳharāb hotā hai

    na puchh dost ki kitna KHarab hota hai

    bas itna jaan zamana KHarab hota hai

    ye ishq hai na jo ye dil ki ek KHarabi hai

    KHarabiyon ka natija KHarab hota hai

    ajab mizaj ki duniya hai ye ki is ke liye

    KHarab achchha to achchha KHarab hota hai

    huzur chhoDiye ye amn-o-wamn ki baaten

    siyasi logon ka dhanda KHarab hota hai

    koi kisi bhi samay jhaT se toD sakta hai

    umid sab se lagana KHarab hota hai

    sharab paisa ana KHwab ishq ya ki suKHan

    kisi bhi shai ka ho nashsha KHarab hota hai

    udas mat ho miyan hai ye imtihan-e-zist

    is imtihan mein parcha KHarab hota hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now