Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nigah ke samne us ka junhi jamal hua

Nazeer Akbarabadi

nigah ke samne us ka junhi jamal hua

Nazeer Akbarabadi

MORE BYNazeer Akbarabadi

    nigah ke sāmne us jūñhī jamāl huā

    vo dil jaane hai us dam jo dil haal huā

    agar kahūñ maiñ ki chamkā vo barq mānind

    to kab masal hai ye us jo be-misāl huā

    qarār o hosh jaanā to kis shumār meñ hai

    ġharaz phir aap meñ aanā mujhe muhāl huā

    idhar se bhar diyā mai ne nigāh sāġhar

    udhar se zulf halqa gale jaal huā

    bahār-e-husn vo aa.e nazar jo us 'nazīr'

    to dil vahīñ chaman-e-ishq meñ nihāl huā

    nigah ke samne us ka junhi jamal hua

    wo dil hi jaane hai us dam jo dil ka haal hua

    agar kahun main ki chamka wo barq ki manind

    to kab masal hai ye us ki jo be-misal hua

    qarar o hosh ka jaana to kis shumar mein hai

    gharaz phir aap mein aana mujhe muhaal hua

    idhar se bhar diya mai ne nigah ka saghar

    udhar se zulf ka halqa gale ka jal hua

    bahaar-e-husn wo aae nazar jo us ki 'nazir'

    to dil wahin chaman-e-ishq mein nihaal hua

    Source:

    Deewan-e-Nazeer Akbarabadi (Pg. page-13 ebook-135)

      • Edition: 1942
      • Publisher: Anjuman Taraqqi Urdu (Hind), Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now