Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

paspa hui sipah to parcham bhi hum hi the

Amjad Islam Amjad

paspa hui sipah to parcham bhi hum hi the

Amjad Islam Amjad

MORE BYAmjad Islam Amjad

    paspā huī sipāh to parcham bhī ham the

    hairat baat ye hai ki barham bhī ham the

    girne lage jo suukh ke patte to ye khulā

    gulshan the ham jo aap to mausam bhī ham the

    ham the tere vasl se mahrūm umr bhar

    lekin tere jamāl ke mahram bhī ham the

    manzil be-ruḳhī ke gila-mand the hamīñ

    har rāste meñ sañg-e-mujassam bhī ham the

    apnī āstīñ meñ thā ḳhanjar chhupā huā

    'amjad' har ek zaḳhm marham bhī ham the

    paspa hui sipah to parcham bhi hum hi the

    hairat ki baat ye hai ki barham bhi hum hi the

    girne lage jo sukh ke patte to ye khula

    gulshan the hum jo aap to mausam bhi hum hi the

    hum hi the tere wasl se mahrum umr bhar

    lekin tere jamal ke mahram bhi hum hi the

    manzil ki be-ruKHi ke gila-mand the hamin

    har raste mein sang-e-mujassam bhi hum hi the

    apni hi aastin mein tha KHanjar chhupa hua

    'amjad' har ek zaKHm ka marham bhi hum hi the

    Source:

    Fishaar (Pg. 32)

    • Author: Amjad Islam Amjad
      • Edition: 2010
      • Publisher: Jahangir Book Depot
      • Year of Publication: 2010
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now