Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

puchhta kaun wafa se uski

Dinesh naaidu

puchhta kaun wafa se uski

Dinesh naaidu

MORE BYDinesh naaidu

    pūchhtā kaun vafā se us

    mar ga.e log balā se us

    dekho kis taur sañvar jaatā hai

    mujh sahrā bhī ghaTā se us

    yaar ham ḳhāk-ba-sar ḳhāk-nashīñ

    is fazā meñ haiñ havā se us

    ab koī sub.h jagā.egī kyā

    ham ko uThnā hai sadā se us

    lauT jā.egī bahār us ke saath

    sabz mausam hai fazā se us

    zikr karte haiñ qazā se us

    ham jo jiite haiñ davā se us

    zaḳhm ke phuul khile haiñ tan meñ

    lahlahātā huuñ havā se us

    puchhta kaun wafa se us ki

    mar gae log bala se us ki

    dekho kis taur sanwar jata hai

    mujh sa sahra bhi ghaTa se us ki

    yar hum KHak-ba-sar KHak-nashin

    is faza mein hain hawa se us ki

    ab koi subh jagaegi kya

    hum ko uThna hai sada se us ki

    lauT jaegi bahaar us ke sath

    sabz mausam hai faza se us ki

    zikr karte hain qaza se us ka

    hum jo jite hain dawa se us ki

    zaKHm ke phul khile hain tan mein

    lahlahata hun hawa se us ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now