aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

qadmon ko Thaharne ka hunar hi nahin aaya

Arshad Abdul Hamid

qadmon ko Thaharne ka hunar hi nahin aaya

Arshad Abdul Hamid

MORE BYArshad Abdul Hamid

    qadmoñ ko Thaharne hunar nahīñ aayā

    sab manzileñ sar ho ga.iiñ ghar nahīñ aayā

    thī teġh usī haath meñ qātil bhī vahī thā

    jo haath ki maqtal meñ nazar nahīñ aayā

    ghar khod diyā saarā ḳhazāne havas meñ

    niiv aa ga.ī tah-ḳhāne dar nahīñ aayā

    kyā shāḳhoñ pe itrā.iye kyā kiije guloñ

    peḌoñ pe agar koī samar nahīñ aayā

    sau ḳhauf zamāne ke simaT aa.e haiñ dil meñ

    bas ek ḳhudā-pāk Dar nahīñ aayā

    qadmon ko Thaharne ka hunar hi nahin aaya

    sab manzilen sar ho gain ghar hi nahin aaya

    thi tegh usi hath mein qatil bhi wahi tha

    jo hath ki maqtal mein nazar hi nahin aaya

    ghar khod diya sara KHazane ki hawas mein

    niw aa gai tah-KHane ka dar hi nahin aaya

    kya shaKHon pe itraiye kya kije gulon ka

    peDon pe agar koi samar hi nahin aaya

    sau KHauf zamane ke simaT aae hain dil mein

    bas ek KHuda-pak ka Dar hi nahin aaya

    Source:

    Sadaa-e-aabju (Pg. 78)

    • Author: Arshad Abdul Hameed
      • Edition: 2004
      • Publisher: Arshad Abdul Hameed
      • Year of Publication: 2004
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now