Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sham ke maskan mein viran mai-kade ka dar khula

Muneer Niyazi

sham ke maskan mein viran mai-kade ka dar khula

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    shaam ke maskan meñ vīrāñ mai-kade dar khulā

    baab guzrī sohbatoñ ḳhvāb ke andar khulā

    kuchh na thā juz ḳhvāb-e-vahshat vo vafā is ahd

    raaz itnī der is umr meñ aa kar khulā

    ban meñ sargoshī huī āsār-e-abr-o-bād se

    band-e-ġham se jaise ik ashjār lashkar khulā

    jagmagā uTThā añdhere meñ mirī aahaT se vo

    ye ajab us but merī aañkh par jauhar khulā

    sabza-e-nau-rasta ḳhushbū thī sāhil par 'munīr'

    bādaloñ rañg chhatrī tarah sar par khulā

    sham ke maskan mein viran mai-kade ka dar khula

    bab guzri sohbaton ka KHwab ke andar khula

    kuchh na tha juz KHwab-e-wahshat wo wafa is ahd ki

    raaz itni der ka is umr mein aa kar khula

    ban mein sargoshi hui aasar-e-abr-o-baad se

    band-e-gham se jaise ek ashjar ka lashkar khula

    jagmaga uTTha andhere mein meri aahaT se wo

    ye ajab us but ka meri aankh par jauhar khula

    sabza-e-nau-rasta ki KHushbu thi sahil par 'munir'

    baadalon ka rang chhatri ki tarah sar par khula

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Muneer Niyazi

    Muneer Niyazi

    Muneer Niyazi

    Muneer Niyazi

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 508)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now