Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sharab pine ki aadat bahut purani hai

Dawood Kashmiri

sharab pine ki aadat bahut purani hai

Dawood Kashmiri

MORE BYDawood Kashmiri

    sharāb piine aadat bahut purānī hai

    mire shabāb baaqī yahī nishānī hai

    vo bāda-ḳhvār se ḳhuñḳhār ho gayā kyūñkar

    use sunāte ho jis likhī kahānī hai

    qadam zamīn pe lekin nazar falak-paimā

    har ik zamāna meñ mash.hūr naujavānī hai

    junūñ ke kūche meñ kuchh roz to Thahar jaao

    ḳhirad meñ biitī jo umr-e-ravāñ vo faanī hai

    kabhī udaas kabhī qahqahe lagātī hai

    samajh lo dosto ye zindagī divānī hai

    sunā hai ham ne bhī ḳhāmosh mufsidoñ qasam

    nazar lage na fazā shahr suhānī hai

    sharab pine ki aadat bahut purani hai

    mere shabab ki baqi yahi nishani hai

    wo baada-KHwar se KHunKHar ho gaya kyunkar

    use sunate ho jis ki likhi kahani hai

    qadam zamin pe lekin nazar falak-paima

    har ek zamana mein mashhur naujawani hai

    junun ke kuche mein kuchh roz to Thahar jao

    KHirad mein biti jo umr-e-rawan wo fani hai

    kabhi udas kabhi qahqahe lagati hai

    samajh lo dosto ye zindagi diwani hai

    suna hai hum ne bhi KHamosh mufsidon ki qasam

    nazar lage na faza shahr ki suhani hai

    Source:

    Ajeeb-o-Ghareeb (Pg. 45)

    • Author: Dawood Kashmiri
      • Publisher: Mohammad Tahir Merchant
      • Year of Publication: 2008
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now