Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tera ye lutf kisi zaKHm ka unwan na ho

Amjad Islam Amjad

tera ye lutf kisi zaKHm ka unwan na ho

Amjad Islam Amjad

MORE BYAmjad Islam Amjad

    terā ye lutf kisī zaḳhm unvān na ho

    ye jo sāhil nazar aatā hai tūfān na ho

    kyā balā shahr pe TuuTī hai ḳhudā ḳhair kare

    yuuñ sar-e-shām koī dasht bhī vīrān na ho

    rang ḳhushbū se judā ho to bikhar jaatā hai

    dekhne vaale mire haal pe hairān na ho

    baat bantī hai to phir aap ban jaatī hai

    itnī māyūs muqaddar se mirī jaan na ho

    siikh is shahr meñ jiine salīqa 'amjad'

    koī martā hai mare, aap nuqsān na ho

    tera ye lutf kisi zaKHm ka unwan na ho

    ye jo sahil sa nazar aata hai tufan na ho

    kya bala shahr pe TuTi hai KHuda KHair kare

    yun sar-e-sham koi dasht bhi viran na ho

    rang KHushbu se juda ho to bikhar jata hai

    dekhne wale mere haal pe hairan na ho

    baat banti hai to phir aap hi ban jati hai

    itni mayus muqaddar se meri jaan na ho

    sikh is shahr mein jine ka saliqa 'amjad'

    koi marta hai mare, aap ka nuqsan na ho

    Source:

    Funoon(Jadeed Ghazal Number: Volume-002) (Pg. 1044)

      • Edition: 1969
      • Publisher: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Year of Publication: 1969
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now