Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

teri wafa par shak hai mujhko baat na kar be-lag hawa

Shauq Asar Rampuri

teri wafa par shak hai mujhko baat na kar be-lag hawa

Shauq Asar Rampuri

MORE BYShauq Asar Rampuri

    terī vafā par shak hai mujh ko baat na kar be-lāg havā

    un ḳhushbū le ke na aa.ī bhaag yahāñ se bhaag havā

    dete haiñ nafrat ujālā nafrat ke nāpāk diye

    kyoñ na bujhā.e ne ab tak vaqt-e-azāñ hai jaag havā

    chhappar kuchh baaqī haiñ ab bhī nādāroñ qismat se

    sho.aloñ ne jab tyaag diyā hai bhī un ko tyaag havā

    qismat meñ jal jaanā ho to ghar se ghar duurī kyā

    pal bhar meñ uḌte kāñdhoñ par le jaatī hai aag havā

    nafrat ke sab kaale chehre nazroñ meñ aa jā.eñge

    'shauq' jo ghar ghar diip jalā de kar dīpak raag havā

    teri wafa par shak hai mujh ko baat na kar be-lag hawa

    un ki KHushbu le ke na aai bhag yahan se bhag hawa

    dete hain nafrat ka ujala nafrat ke napak diye

    kyon na bujhae tu ne ab tak waqt-e-azan hai jag hawa

    chhappar kuchh baqi hain ab bhi nadaron ki qismat se

    shoalon ne jab tyag diya hai tu bhi un ko tyag hawa

    qismat mein jal jaana ho to ghar se ghar ki duri kya

    pal bhar mein uDte kandhon par le jati hai aag hawa

    nafrat ke sab kale chehre nazron mein aa jaenge

    'shauq' jo ghar ghar dip jala de ga kar dipak rag hawa

    Source:

    Tasveerein (Pg. 59)

    • Author: Shauq Asar Rampuri
      • Publisher: Shauq Asar Rampuri
      • Year of Publication: 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now