Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye kaise gham nikhaara ja raha hai

Poonam Sonachhatra

ye kaise gham nikhaara ja raha hai

Poonam Sonachhatra

MORE BYPoonam Sonachhatra

    ye kaise ġham nikhārā rahā hai

    faqat ab din guzārā rahā hai

    baḌā pyaar karte haiñ vo mujh se

    badan ye kah sañvārā rahā hai

    kabhī aapas kabhī ghar aur kabhī tum

    mujhe kushtoñ meñ maarā rahā hai

    zarā kaañp uTThe Thahre parvat

    ye kis ko yuuñ pukārā rahā hai

    ġhazab lāshoñ pe karte raqs haiñ jo

    vo kahte haiñ mudārā rahā hai

    na.e paude sabhī ko ropne haiñ

    purānā dasht vaarā rahā hai

    huā dīdār marte vaqt hamdam

    tirā 'pūnam' ḳhasāra rahā hai

    ye kaise gham nikhaara ja raha hai

    faqat ab din guzara ja raha hai

    baDa hi pyar karte hain wo mujh se

    badan ye kah sanwara ja raha hai

    kabhi aapas kabhi ghar aur kabhi tum

    mujhe kushton mein mara ja raha hai

    zara sa kanp uTThe Thahre parwat

    ye kis ko yun pukara ja raha hai

    ghazab lashon pe karte raqs hain jo

    wo kahte hain mudara ja raha hai

    nae paude sabhi ko ropne hain

    purana dasht wara ja raha hai

    hua didar marte waqt hamdam

    tera 'punam' KHasara ja raha hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now