Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zamin ke hote hue aasman ke hote hue

Salim Saleem

zamin ke hote hue aasman ke hote hue

Salim Saleem

MORE BYSalim Saleem

    zamīñ ke hote hue āsmāñ ke hote hue

    ḳharāb-o-ḳhvār hue ham makāñ ke hote hue

    vo be-gharī hai musallat ki mere shahr ke log

    panāh DhūñDhte haiñ dasht-e-jāñ ke hote hue

    sarāb-e-jāñ se sairāb ho ga.ī mirī pyaas

    qarīb kisī āb-e-ravāñ ke hote hue

    zamin ke hote hue aasman ke hote hue

    KHarab-o-KHwar hue hum makan ke hote hue

    wo be-ghari hai musallat ki mere shahr ke log

    panah DhunDhte hain dasht-e-jaan ke hote hue

    sarab-e-jaan se hi sairab ho gai meri pyas

    qarib hi kisi aab-e-rawan ke hote hue

    Source:

    Wahima Vajood Ka (Pg. 49)

    • Author: Salim Saleem
      • Edition: 2nd
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2022

    Source:

    Sabhi Rang Tumhare Nikle (Pg. 51)

    • Author: Salim Saleem
      • Edition: First
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2017
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now