Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zamin se uncha had-e-asman par rakh de

Abul Lais Javed

zamin se uncha had-e-asman par rakh de

Abul Lais Javed

MORE BYAbul Lais Javed

    zamīñ se ūñchā had-e-āsmān par rakh de

    shu.ūr-e-zāt ko ūñche nishān par rakh de

    bulandiyāñ jise chāheñ to aisā shāhīñ hai

    havā na dekh paroñ ko uḌaan par rakh de

    maiñ terā amn huuñ tarkash meñ qaid huuñ kab se

    kabhī mujhe bhī uThā kar kamān par rakh de

    kaḌī dhuup meñ ehsās na kho jaa.e

    koī bhī zā.iqa merī zabān par rakh de

    apne ḳhuun in zālimoñ bastī se

    sila na maañg lahū ko chaTTān par rakh de

    zamin se uncha had-e-asman par rakh de

    shuur-e-zat ko unche nishan par rakh de

    bulandiyan jise chahen to aisa shahin hai

    hawa na dekh paron ko uDan par rakh de

    main tera amn hun tarkash mein qaid hun kab se

    kabhi mujhe bhi uTha kar kaman par rakh de

    kaDi si dhup mein ehsas hi na kho jae

    koi bhi zaiqa meri zaban par rakh de

    tu apne KHun ka in zalimon ki basti se

    sila na mang lahu ko chaTTan par rakh de

    Source:

    Zard Patton Pe Dastan (Pg. 36)

    • Author: Abul Lais Javed
      • Publisher: Arshia Publications, Delhi
      • Year of Publication: 2019
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now