nostalgic
tamaam dard ek roz apnii thakan utaar de.nge
chiiKHe.n ho.n yaa aa.he.n apne tak mahduud rakhnaa behtar hai
mujhe mubaarakbaad ki mai.n ne KHud ko dubaara KHatm nahii.n kiyaa
har chiiz nijii rakhnii chaahiye hattaa ki udaasii aur vahshat bhii
aah ek aur dard-bharii raat
pareshaan mat ho dimaaG
ek golii tumhe.n sukuun ka ehsaas dene ko tayyaar hai
shab-ba-KHair mere jism
kal tum ne phir jazbaat ko zabt karnaa hai
naqlii ban.naa hai

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.