Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apni marzi ke KHilaf

Nomaan Shauque

apni marzi ke KHilaf

Nomaan Shauque

MORE BYNomaan Shauque

    vo jo mustaqbil ke drawing room meñ baiThe

    maazī qahva rahe haiñ

    haal bahut baḌī bisāt hai shatranj

    un ke liye

    aur aam aadmī

    vo mohra jo piT rahā hai

    shaah ko bachāne ke liye

    apnī marzī ke ḳhilāf

    wo jo mustaqbil ke drawing room mein baiThe

    mazi ka qahwa pi rahe hain

    haal bahut baDi bisat hai shatranj ki

    un ke liye

    aur aam aadmi

    wo mohra jo piT raha hai

    shah ko bachane ke liye

    apni marzi ke KHilaf

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now