Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chand aur tare salamat

Kausar Siddiqi

chand aur tare salamat

Kausar Siddiqi

MORE BYKausar Siddiqi

    chāñd aur taare salāmat kahkashāñ qaa.em rahe

    ye zamīñ qaa.em rahe ye āsmāñ qaa.em rahe

    ilāhī desh meñ amn-o-amāñ qaa.em rahe

    raqs-e-hastī ke liye bazm-e-jahāñ qaa.em rahe

    hashr tak qaa.em rahe merā chaman merā vatan

    aur is ye bahār-e-jāvedāñ qaa.em rahe

    ilāhī hashr tak mahkeñ mire gulshan ke phuul

    bulbuloñ shāḳh-e-gul par āshiyāñ qaa.em rahe

    chāñd sūraj āsmāñ par jab talak raushan raheñ

    gulshan-e-hindostāñ jannat-nishāñ qaa.em rahe

    krishn bansī baje rādhā rahe madhuban rahe

    pyaar ke naġhmoñ meñ Duubī vādī-e-gulshan rahe

    chand aur tare salamat kahkashan qaem rahe

    ye zamin qaem rahe ye aasman qaem rahe

    ya ilahi desh mein amn-o-aman qaem rahe

    raqs-e-hasti ke liye bazm-e-jahan qaem rahe

    hashr tak qaem rahe mera chaman mera watan

    aur is ki ye bahaar-e-jawedan qaem rahe

    ya ilahi hashr tak mahken mere gulshan ke phul

    bulbulon ka shaKH-e-gul par aashiyan qaem rahe

    chand suraj aasman par jab talak raushan rahen

    gulshan-e-hindostan jannat-nishan qaem rahe

    krishn ki bansi baje radha rahe madhuban rahe

    pyar ke naghmon mein Dubi wadi-e-gulshan rahe

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now