Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

darida qaba

Zaheer Ghazipuri

darida qaba

Zaheer Ghazipuri

MORE BYZaheer Ghazipuri

    ḳhudā taraf se

    vadī.at huī hai

    mujhe soch ahliyat to

    maiñ ye kyoñ na sochūñ

    kahāñ hai vo

    jis atā

    ruuh bhī jism bhī zindagī bhī hai

    lekin yahī sochne par

    anal-haq āvāz kyoñ daar par chaḌh ga.ī

    payambar ko maslūb kyoñ kar diyā

    jām-e-sam zehn-e-bāliġh taqdīr kaise banā

    kyoñ ye pahra lagā soch par

    aaj phir

    maiñ barahna huuñ

    mujh ko darīda qabā sahī

    kuchh to do

    KHuda ki taraf se

    wadiat hui hai

    mujhe soch ki ahliyat to

    main ye kyon na sochun

    kahan hai wo

    jis ki ata

    ruh bhi jism bhi zindagi bhi hai

    lekin yahi sochne par

    anal-haq ki aawaz kyon dar par chaDh gai

    payambar ko maslub kyon kar diya

    jam-e-sam zehn-e-baaligh ki taqdir kaise bana

    kyon ye pahra laga soch par

    aaj phir

    main barahna hun

    mujh ko darida qaba hi sahi

    kuchh to do

    Source:

    Kohre Ki Dhool (Pg. 38)

    • Author: Zaheer Ghazipuri
      • Publisher: Zaheer Ghazipuri
      • Year of Publication: 1986
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now