aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dariya-e-KHun

Shahryar

dariya-e-KHun

Shahryar

MORE BYShahryar

    paanī lai pe gaatā

    ik kashtī-e-havā meñ

    aayā thā raat koī

    saare badan pe us ke

    lipTe hue the sho.ale

    hoñToñ se os būñdeñ

    paiham girā rahā thā

    sargoshiyoñ ke bādal

    chhā.e hue the har-sū

    dariyā-e-ḳhūñ ragoñ meñ

    be-tāb ho rahā thā

    maiñ ho rahā thā pāgal!

    pani ki lai pe gata

    ek kashti-e-hawa mein

    aaya tha raat koi

    sare badan pe us ke

    lipTe hue the shoale

    honTon se os bunden

    paiham gira raha tha

    sargoshiyon ke baadal

    chhae hue the har-su

    dariya-e-KHun ragon mein

    be-tab ho raha tha

    main ho raha tha pagal!

    Source:

    azadi ke bad urdu nazm (Pg. 639)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now