Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

eidi

MORE BYShabnam Rumani

    paapā merā haar to dekho

    ammī ye shalvār to dekho

    oho ye goTe dāman

    aahā ye kamḳhāb achkan

    kyoñ jaltī ho pyārī bahno

    dekho merī Topī shahno

    bholā bhālā sīdhā saada

    maiñ huuñ phūloñ shahzāda

    maiñ huuñ malika dekho bhaa.ī

    saat samundar paar se aa.ī

    allah dekho saddū aapā

    eidī baañT rahe haiñ paapā

    dauḌo baabā dauḌo baby

    duudh sivayyāñ duudh jalebī

    papa mera haar to dekho

    ammi ye shalwar to dekho

    oho ye goTe ka daman

    aaha ye kamKHab ki achkan

    kyon jalti ho pyari bahno

    dekho meri Topi shahno

    bhola bhaala sidha sada

    main hun phulon ka shahzada

    main hun malika dekho bhai

    sat samundar par se aai

    allah dekho saddu aapa

    eidi banT rahe hain papa

    dauDo baba dauDo baby

    dudh siwayyan dudh jalebi

    Source:

    Moze Chilghoze (Pg. 14)

    • Author: Shabnam Rumani
      • Publisher: Nau Nihal-e-Adab Hamdard Foundation, Pakistan
      • Year of Publication: 1991
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now