Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pyare bachche

Shamim Anjum Warsi

pyare bachche

Shamim Anjum Warsi

MORE BYShamim Anjum Warsi

    duble bachche moTe bachche

    kaale hoñ gore bachche

    bachche to bachche hote haiñ

    ye man ke sachche hote haiñ

    bāteñ in pyārī pyārī

    sūrat in nyārī nyārī

    in koī zaat na paat

    khelte haiñ ye sab ke saath

    ye kyā jāneñ bhed aur bhaao

    ye to haiñ kāġhaz naav

    jis paanī meñ inheñ bahā do

    tum jo chāho raah dikhā do

    'aql ke ye kachche hote haiñ

    ye man ke sachche hote haiñ

    duble bachche moTe bachche

    kale hon ya gore bachche

    bachche to bachche hote hain

    ye man ke sachche hote hain

    baaten in ki pyari pyari

    surat in ki nyari nyari

    in ki koi zat na pat

    khelte hain ye sab ke sath

    ye kya jaanen bhed aur bhao

    ye to hain kaghaz ki naw

    jis pani mein inhen baha do

    tum jo chaho rah dikha do

    'aql ke ye kachche hote hain

    ye man ke sachche hote hain

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now