Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rab nawaz mail

Mohammad Izhar ul Haq

rab nawaz mail

Mohammad Izhar ul Haq

MORE BYMohammad Izhar ul Haq

    kis liye us shai ab mātam karūñ

    kis liye us shai ab mātam karūñ

    roz-o-shab husn jin logoñ se thā vo aur thā

    un ke ik ik rañg roz-o-shab thā

    kyā ajab āġhāz-e-hastī, kyā ajab āġhāz-e-kār

    jaise vo īsār-pesha mard danā-o-ġhamgīñ

    jin ke dil meñ dard rahte the makīñ

    ik diyā tanhā kisī kyuuñ jale

    aise bas ḳhvāb the

    zindagī ko jānte the is tarah

    tum se ho mujh se ho aur un sab se ho

    kis liye us shai ab mātam karūñ

    ā.ina-bar-kaf idhar apne haiñ

    ye mire vaqtoñ ke log aur aap maiñ

    kis liye us shai ka ab matam karun

    kis liye us shai ka ab matam karun

    roz-o-shab ka husn jin logon se tha wo aur tha

    un ke ek ek rang roz-o-shab ka tha

    kya ajab aaghaz-e-hasti, kya ajab aaghaz-e-kar

    jaise wo isar-pesha mard dana-o-ghamgin

    jin ke dil mein dard rahte the makin

    ek diya tanha kisi ka kyun jale

    aise hi bas KHwab the

    zindagi ko jaante the is tarah

    tum se ho mujh se ho aur un sab se ho

    kis liye us shai ka ab matam karun

    aaina-bar-kaf idhar apne hi hain

    ye mere waqton ke log aur aap main

    Source:

    Funoon (Monthly) (Pg. 493)

    • Author: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Edition: Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986
      • Publisher: 4 Maklood Road, Lahore
      • Year of Publication: Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now