Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sachcha diya

Akbar Hyderabadi

sachcha diya

Akbar Hyderabadi

MORE BYAkbar Hyderabadi

    apnī pichhlī sāl-girah par maiñ ye soch rahā thā

    kitne diye jalā.ūñ maiñ?

    kitne diye bujhā.ūñ maiñ?

    mere andar dev.oñ aisā kab koī hañgāma thaa?

    maiñ to sar se paañv talak ḳhud ek diye saaya thā

    umr gintī ke vo diye sab

    jhūTe the

    be-ma.anī the

    ek diyā sachchā thā

    aur vo merī ruuh ke andar jaltā thā

    apni pichhli sal-girah par main ye soch raha tha

    kitne diye jalaun main?

    kitne diye bujhaun main?

    mere andar dewon ka aisa kab koi hangama tha?

    main to sar se panw talak KHud ek diye ka saya tha

    umr ki ginti ke wo diye sab

    jhuTe the

    be-mani the

    ek diya hi sachcha tha

    aur wo meri ruh ke andar jalta tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now