Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sher-imdad-ali ka meDak

Saqi Faruqi

sher-imdad-ali ka meDak

Saqi Faruqi

MORE BYSaqi Faruqi

    magar tañg-nazar

    maTiyāle tālāb meñ

    us adh-khile kañval par

    vo bahār thī

    jo dekhne vaalī āñkhoñ meñ dhanak khilātī hai

    phir paanī bulāvā alag thā

    Sher Imdad Ali's Frog

    is sāhirāna kashish se haar kar

    apnā tahmad utaar kar

    vo murda paanī meñ kuud paḌe

    jal-ku.mbhī se uljhe

    to hafte ashre ke hamal ke mānind

    narm aur ḳhaam saroñ vaale

    gul guthne

    (sadākār meDakoñ ke

    dum-dār bachche)

    shark lahroñ ke shor

    se Dar ke

    farfar har taraf bhaag khaḌe hue

    aur sher-imdād-alī galle galle paanī meñ the

    aur kañval duur thaa....

    But in the narrow-looking

    muddy pond

    that half open lotus

    radiant with Spring

    flashed rainbows in perceptive eyes

    and then, the allure of the water!

    Giving in to this magic pull

    shedding his skimpy clothes

    he leaped into dead water,

    tangled in water weeds

    bijlī chamkī

    aur ek dum-dār āb-ḳhor

    us ġhubāre sur.at se

    jis meñ havā bharī ho

    aur haath se chhūT jaa.e

    chhipkilī talvār zabān tarah

    san san kartā huā

    un ke khule muñh surañg meñ utar gayā

    Like week-old fetuses

    with their soft unripe heads,

    the flaccid squishy

    long-tailed children

    of the noisy frogs

    fearing the sound of the shark waves

    fled, plop-plop, in every direction.

    And Sher Imdad Ali was in the water

    up to his neck

    and the lotus was far away.

    din guzre

    aur mausam badle

    aur jug biit ga.e

    Lightning flashed

    and one long-tailed water-child

    rushed up like a blown-up balloon

    that slips out of your hand

    flashed like a lizard's sword-tongue

    whistled through the air

    popped down the tunnel of his mouth

    ik āvāz ta.āqub kartī rahtī hai:

    ''bāhar aane do

    is zindāñ se bāhar aane do''

    darjanoñ Doctroñ aur sarjanoñ ke

    xray ḳhunuk shuāoñ se

    jal kar dekh liyā

    shahr badal kar

    mulk badal kar dekh liyā

    magar lahū meñ

    vahī sadā halkore letī hai

    ''bāhar aane do

    is zindāñ se bāhar aane do''

    Days passed

    seasons changed

    ages ended.

    A voice kept following him

    'Let me out,

    let me out of this prison!'

    He tried burning himself

    in the cool X-rays

    of dozens of doctors and surgeons

    He tried

    changing his city

    changing his country

    But the same voice rippled in his blood

    'Let me out,

    let me out of this prison!

    Sher Imdad Ali

    having violated

    the water's trust

    was locked up in his house

    Outside, the water surrounded him

    and stood, and stayed.

    sher-imdād-alī paanī amānat ġhasb kiye

    apne ghar meñ zanjīr hue baiThe haiñ

    bāhar paanī khaḌā hai

    aur paanī meñ

    pīpal ke pattoñ tarah

    saale

    ḳhashmagīñ āñkhoñ vaale

    piile piile meDak

    apnā gherā Daale

    paḌe hue haiñ

    And in the water, like pipal leaves

    angry-eyed,

    the bastards,

    the yellow yellow frogs

    camped

    keeping the siege.

    magar tang-nazar

    maTiyale talab mein

    us adh-khile kanwal par

    wo bahaar thi

    jo dekhne wali aankhon mein dhanak khilati hai

    phir pani ka bulawa alag tha

    Sher Imdad Ali's Frog

    is sahirana kashish se haar kar

    apna tahmad utar kar

    wo murda pani mein kud paDe

    jal-kumbhi se uljhe

    to hafte ashre ke hamal ke manind

    narm aur KHam saron wale

    gul guthne

    (sadakar meDakon ke

    dum-dar bachche)

    shark lahron ke shor

    se Dar ke

    farfar har taraf bhag khaDe hue

    aur sher-imdad-ali galle galle pani mein the

    aur kanwal dur tha

    But in the narrow-looking

    muddy pond

    that half open lotus

    radiant with Spring

    flashed rainbows in perceptive eyes

    and then, the allure of the water!

    Giving in to this magic pull

    shedding his skimpy clothes

    he leaped into dead water,

    tangled in water weeds

    bijli chamki

    aur ek dum-dar aab-KHor

    us ghubare ki surat se

    jis mein hawa bhari ho

    aur hath se chhuT jae

    chhipkili ki talwar zaban ki tarah

    san san karta hua

    un ke khule munh ki surang mein utar gaya

    Like week-old fetuses

    with their soft unripe heads,

    the flaccid squishy

    long-tailed children

    of the noisy frogs

    fearing the sound of the shark waves

    fled, plop-plop, in every direction.

    And Sher Imdad Ali was in the water

    up to his neck

    and the lotus was far away.

    din guzre

    aur mausam badle

    aur jug bit gae

    Lightning flashed

    and one long-tailed water-child

    rushed up like a blown-up balloon

    that slips out of your hand

    flashed like a lizard's sword-tongue

    whistled through the air

    popped down the tunnel of his mouth

    ek aawaz taaqub karti rahti hai:

    bahar aane do

    is zindan se bahar aane do

    darjanon Doctron aur sarjanon ke

    xray ki KHunuk shuaon se

    jal kar dekh liya

    shahr badal kar

    mulk badal kar dekh liya

    magar lahu mein

    wahi sada halkore leti hai

    bahar aane do

    is zindan se bahar aane do

    Days passed

    seasons changed

    ages ended.

    A voice kept following him

    'Let me out,

    let me out of this prison!'

    He tried burning himself

    in the cool X-rays

    of dozens of doctors and surgeons

    He tried

    changing his city

    changing his country

    But the same voice rippled in his blood

    'Let me out,

    let me out of this prison!

    Sher Imdad Ali

    having violated

    the water's trust

    was locked up in his house

    Outside, the water surrounded him

    and stood, and stayed.

    sher-imdad-ali pani ki amanat ghasb kiye

    apne ghar mein zanjir hue baiThe hain

    bahar pani khaDa hai

    aur pani mein

    pipal ke patton ki tarah

    sale

    KHashmagin aankhon wale

    pile pile meDak

    apna ghera Dale

    paDe hue hain

    And in the water, like pipal leaves

    angry-eyed,

    the bastards,

    the yellow yellow frogs

    camped

    keeping the siege.

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now