Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Afsar Mahpuri's Photo'

Afsar Mahpuri

1918 - 1995 | Karachi, Pakistan

Afsar Mahpuri

Ghazal 9

Sher-o-Shayari 8

ham kahāñ hoñge na jaane is tamāshā-gāh meñ

kis tamāshā.ī se pahle kis tamāshā.ī ke ba.ad

hum kahan honge na jaane is tamasha-gah mein

kis tamashai se pahle kis tamashai ke baad

ham to us vaqt samajhte haiñ ki aatī hai bahār

dasht se jab koī jhankār aa jaatī hai

hum to us waqt samajhte hain ki aati hai bahaar

dasht se jab koi jhankar si aa jati hai

kahāñ thī manzil-e-maqsūd apnī qismat meñ

kisī rāhguzar bhī milī hai mushkil se

kahan thi manzil-e-maqsud apni qismat mein

kisi ki rahguzar bhi mili hai mushkil se

na jaane is qadar kyuuñ aap dīvāne se Darte haiñ

charāġh-e-anjuman haiñ aur parvāne se Darte haiñ

na jaane is qadar kyun aap diwane se Darte hain

charagh-e-anjuman hain aur parwane se Darte hain

  • Share this

ye irtiqā-e-bashar hai kaun manzil

ki is zad meñ ḳhudā bhī hai kā.enāt bhī hai

ye irtiqa-e-bashar ki hai kaun si manzil

ki is ki zad mein KHuda bhi hai kaenat bhi hai

BOOKS 1

 

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now