aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ateeq Ahmad Ateeq's Photo'

Ateeq Ahmad Ateeq

1924 | Malegaon, India

Ateeq Ahmad Ateeq

Ghazal 18

Sher-o-Shayari 3

ye kahkashāñ ye sitāre ye chāñdnī ye bahār

nigāh maiñ na uThā.ūñ to sab ke sab be-kār

ye kahkashan ye sitare ye chandni ye bahaar

nigah main na uThaun to sab ke sab be-kar

  • Share this

ham ne mai-ḳhāna-e-mohabbat meñ

bū-e-mai par bhī din guzāre haiñ

hum ne mai-KHana-e-mohabbat mein

bu-e-mai par bhi din guzare hain

  • Share this

ham haiñ ki ab bhī vādī-e-zulmat meñ haiñ ravāñ

apne lahū se kar ke charāġhāñ ehtimām

hum hain ki ab bhi wadi-e-zulmat mein hain rawan

apne lahu se kar ke charaghan ka ehtimam

  • Share this
 

BOOKS 22

More Poets From "Malegaon"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now