1977 | Dubai, UAE
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
aa hī jaate ho ḳhvāb meñ har shab
tum mirā kitnā dhyān rakhte ho
aa hi jate ho KHwab mein har shab
tum mera kitna dhyan rakhte ho
nazar utārtī haiñ vaqt vaqt par merī
milī haiñ maaoñ ko bīnā.iyāñ ajīb-o-ġharīb
nazar utarti hain waqt waqt par meri
mili hain maon ko binaiyan ajib-o-gharib
sukūn kitnā thā jhoñpaḌī meñ
mahal meñ aa kar patā chalā hai
sukun kitna tha jhonpaDi mein
mahal mein aa kar pata chala hai
ḳhud par kisī ko hañsne kā mauqa nahīñ diyā
pūchhā kisī ne haal to cigarette jalā liyā
KHud par kisi ko hansne ka mauqa nahin diya
puchha kisi ne haal to cigarette jala liya
mirā ghar jalāne vaale mujhe fikr hai tirī bhī
ki havā kā ruḳh jo badlā tirā ghar bhī jal na jaa.e
mera ghar jalane wale mujhe fikr hai teri bhi
ki hawa ka ruKH jo badla tera ghar bhi jal na jae
Mashaheer Ke Khutoot Doctor Mohammad Ateequr Rahman Ke Nam
2018
Mushaira
Apni Tarz Ka Pehla Munfarid Arabi Urdu Mushairah
Mushaira-e-Zinda Dilan
1994
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
The best way to learn Urdu online
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
A three-day celebration of Urdu