Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Inayat Ali Khan's Photo'

Inayat Ali Khan

1935 - 2020 | Hyderabad, Pakistan

Inayat Ali Khan

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 5

hādse se baḌā sāneha ye huā

koī Thahrā nahīñ hādsa dekh kar

hadse se baDa saneha ye hua

koi Thahra nahin hadsa dekh kar

  • Share this

is se andesha-e-fardā jueñ jhaḌtī haiñ

sar khujāne ijāzat nahīñ jā.egī

is se andesha-e-farda ki juen jhaDti hain

sar khujaane ki ijazat nahin di jaegi

  • Share this

phir to tum sar pe uThā loge zamāne-bhar ko

sar uThāne ijāzat nahīñ jā.egī

phir to tum sar pe uTha loge zamane-bhar ko

sar uThane ki ijazat nahin di jaegi

  • Share this

us ke ruḳhsār pe hai aur tire hoñT pe til

tilmilāne ijāzat nahīñ jā.egī

us ke ruKHsar pe hai aur tere honT pe til

tilmilane ki ijazat nahin di jaegi

  • Share this

yahāñ 'ināyat' aap ko mushā.eron daad ne

chaḌhā diyā hai baañs par mazāq mazāq meñ

yahan 'inayat' aap ko mushaeron ki dad ne

chaDha diya hai bans par mazaq hi mazaq mein

  • Share this

Mazahiya 15

Children's Story 1

 

BOOKS 3

 

Recitation

Speak Now