Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Nami Nadri's Photo'

Nami Nadri

1922 | Saharanpur, India

Sher of Nami Nadri

zindagī bas muskurā ke rah ga.ī

kyoñ hameñ nāhaq rijhā ke rah ga.ī

zindagi bas muskura ke rah gai

kyon hamein nahaq rijha ke rah gai

uruuj par hai azīzo fasād sūraj

jabhī to sūkhtī jaatī haiñ pyaar jhīleñ

uruj par hai azizo fasad ka suraj

jabhi to sukhti jati hain pyar ki jhilen

husn vāloñ jasārat kyā kaheñ

sharmsārī sar jhukā ke rah ga.ī

husn walon ki jasarat kya kahen

sharmsari sar jhuka ke rah gai

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now