Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Qasim Rehman's Photo'

Qasim Rehman

1961 - 2012 | Mirpur Khas, Pakistan

Qasim Rehman

Ghazal 11

Nazm 7

Sher-o-Shayari 9

shukr shāmil na ho to har ne'mat

aadmī ko qalīl lagtī hai

shukr shamil na ho to har ne'mat

aadmi ko qalil lagti hai

  • Share this

'ajab duniyā hai apnī

ki mar jaatī haiñ maa.eñ

'ajab duniya hai apni

ki mar jati hain maen

  • Share this

tumhāre qahqahoñ ke baa'd 'qāsim'

mirā ghar der tak rotā rahegā

tumhaare qahqahon ke ba'd 'qasim'

mera ghar der tak rota rahega

  • Share this

mujh ko jiinā vahāñ qubūl nahīñ

jis jagah mid.hat-e-rasūl nahīñ

mujh ko jina wahan qubul nahin

jis jagah midhat-e-rasul nahin

  • Share this

TuuT saktā nahīñ tirī ḳhātir

aadmī huuñ koī usuul nahīñ

TuT sakta nahin teri KHatir

aadmi hun koi usul nahin

  • Share this

Qita 4

 

Recitation

Speak Now